Gmail account hai.gmail Id kaise banate hai.mail kaise kare.full plan

Encrypting your link and protect the link from viruses, malware, thief, etc! Made your link safe to visit.

Gmail account hai.gmail Id kaise banate hai.mail kaise kare.full plan

Gmail account hai.gmail Id kaise banate hai.mail kaise kare.full plan

Gmail ID Kya hai

Gmail account ya Google ID ya net Id ek hi hai.lekin sab agal alag name se jante hai.gmail id Online contact  Number hai.Jiske drara ham kisi bhi person se online bate ya online adreass dekh Kar people se jakar Mila bhi ja sakta hai.Aaj ke samay me email id ka jarur bahut hai. Jab aap bank me apna khata khulwane jate hai.To appse Mobile Number ya email id manga jata hai.agar aap students hai to Aap online Jobs ka form apply Karne jate hai to app se mobile number ya email Id manga jata hai. App jab new mobile kharidate hai to Appko apps download Karne ke liye Appko Google play store par Jana hota hai.Aur jaha aapse Apps download Karne se pahale email ID manja jata hai.App sabhi jagah par mobile number ka bhi use Kar sakte hai.lekin kabhi network ke wajah se Appko call ya sms nahi aa pata hai .To Aese Mai aapko bahut nuksan ho jata hai.Esi liye Sabhi logo ko mobile number aur email id dono ka use karna chahiye.

Gmail account hai.gmail Id kaise banate hai.mail kaise kare.full plan

Email ID kaise banaye.

Email id banane ke liye Appko kishi bhi browser me gmail.com search Kare.ya Appke mobile me Gmail ka ek apps dikhega usako open kare.Appko ek 3dot  option me setting dikhega. waha click Kare.Apna Name , mobile number, gender,date of birth Aur address dalkar continue option par click kare.App se apna password set Karne ke liye kaha jayega.app apna strong password (Exa- Amarjeet 9956@)dalkar next kare.agle page par agree ka option dikhega waha par click Kare.Appka email Id Ban jayenga.

Apne Gmail Id ka User name, mobile number,date of birth, Adreass ya password kaise change Kare.

Aaeye ham Jan lete hai ki esaki jarurat kab parati hai.jab aapka mobile number blocked ya goom ho jata hai.To App Mobile Number change Kar sakte hai.
Ya email bante samay Appse Kush galat ho gya to email id edit kar ke apna details change Karke save kar sakte hai.

Mail kaise bheje

Jab App apna Gmail App ko open Kare.To Aapko Aaya  huya sabhi mail dikh jayenge.Jise App par sakte hai.App apna mail kisi ko bhejana chahte hai.To Appko right side ek plus+ likha huwa dikhega. Aapko waha click karna hai. Appko
From,
To
Subject
Compose email
Ka option dikhega.

From ke waha Appka gmail id rahenga.
To, ke jagah us person ka email id rahenga.jisko App mail karna chahte hai.
Subject ke jagah Appko topic ya sirsak ko likhna hai.Jis topic ke bare me App bat karna chahte hai.
Compose email ke jagah Appko apna sms likhna rahata hai. Jo aap bhejna chahte hai.

Upar App ko compose ka 2 option dikhta hai.pahle attach option par click karke photo, video, audio ya kisi file ko selected karke mail me ad Kar sakte hai.Aur compose ke dusare no. Ke option par click karke kisi mail bhej sakte hai.

Gmail account hai.gmail Id kaise banate hai.mail kaise kare.full plan

Apne Gmail id se login kaise Kare.

Agar Appko apna user name aur password pta rahta hai.To app kahi kabhi bhi apne email ID se login Kare sakte hai.Aur apna aaya huwa sabhi mail ko read Kar sakte hai.yo kisi ko mail Kar sakte hai.jaise App Gmail Apps ko mobile kholenge.ya kisi bhi browser me gmail.com search karene.Aapko left side me upar 3 Pat  pae home bottom ka option dikhega.Appko waha click karna.Niche ek setting ka option dikhega.Haha click karna  hai.Setting ke under Add Account ka option dikhega.Us par click karke apna Gmail aur password dalkar login kar sakte hai.

Apne Gmail ID ko remove kaise kare

Friend jab ham kisi other person ke mobile me apna Gmail id dal Kar apna kus personal work karte hai.Aur jab hamar kam khatam ho jaye.To  Us person ko uska mobile dene se pahle.Hame apne Gmail ID ko remove Kar Dena chahiye.Taki aapko kabhi bhi  koe dikkat na Aaye.